LYRICS FOR SHOR

[Chorus]

Macha hua hai shor kaafi shor kaafi ab

Poochte hain mujhe log kaafi log kaafi ab

Naam hai to badnaam hona bhi to wajib

Udao afwahein I'm not gonna lie


Macha hua hai shor kaafi shor kaafi ab

Poochte hain mujhe log kaafi log kaafi ab

Naam hai to badnaam hona bhi to wajib

Udao afwahein I'm not gonna lie


[Verse]

Mujhko to laga tha log yaha ke nek hain kaafi

Meri maa kehti rakh saaf nazariya jeene ka

Maine dekha hai rang badalte duniya ko fir kyu ban gaya bura jo maine badla tareeka jeene ka (awoo!!)

Nazro mein tumhare karta hu mai aiyyashi

Jo jaisa dikhta waisa sach ni hota ye jaante tum

Maine badal k rakh diye khandan k nakshe saare

Jo bann gaya star to chamkunga

Ya misal ban aunga kaam tumhare


Pesha aisa ki badnam hojao ek pal m tum

Paisa itna ki soch na pao akal se tum

Main galat nahi bas alag hu tumse

Main alag hu tabhi toh nazar mein sabke

Gira do daba do pr ye awaaz buland na dafan ho tumse


Pehle se zyaada hai naam mera

Pehle se zyada hai charcha

Waqt pr poora bharosa vo dega mauka mujhe lene ka badla


Jo saath mere maa baap

To fir jiyu bekhauf jahan mein

Hai maut mujhe manzoor, hu khush ki lada na mana haar mai!


Shor Kafi, Shor Kafi, Shor Kafi

Log Kafi, Log Kafi, Log Kafi

Log Kafi, Log Kafi, Log Kafi

Shor Kafi, Shor Kafi, Shor Kafi


[Chorus]

Macha hua hai shor kaafi shor kaafi ab

Poochte hain mujhe log kaafi log kaafi ab

Naam hai to badnaam hona bhi to wajib

Udao afwahein I'm not gonna lie


Macha hua hai shor kaafi shor kaafi ab

Poochte hain mujhe log kaafi log kaafi ab

Naam hai to badnaam hona bhi to wajib

Udao afwahein I'm not gonna lie

Lyrics: Rapchari

Songwriters: Rapchari, Dibtat